Ahmad Faraz Best Urdu Hindi Ghazals Photos

Ghum-i-Heat By Ahmed Faraz Sad Ghazal

Ghum-i-Heat Ka Jagra Meta Raha Hi Koi
Chale Aao Keh Dunya Se Ja Raha Hi Koi

Azal Se Kah Do Keh Ruk Jai Do Ghhari
Sona Hi Aane Ka Wadah Nebha Raha Hi Koi

Wo Us Naz Se Bathey Hain Lash Ke Pass
Jasey Rothey Hoy Ko Mana Raha Hi Koi

Palaat Kar Na Aa Jay Pher Sans Nabzoon Main
Aitne Haseen Hathhon Se Meat Saja Raha Hi Koi

Ahmad Faraz Best Urdu Hindi Ghazals Photos
Ahmed Faraz Best Last Urdu Sad Ghazal

Doost Ban Kar Bhi By Ahmed Faraz Best Sad Ghazal

Doost Ban Kar Bhi Nahien Sath Nebhanee Wala
Wohy Andaz Hi Zalim Ka Zaamane Wala

Ab Use Loog Samjhte Hain Geraftar Mera
Sakhat Nadem Hi Mujhe Daam Main Lanee Wala

Kea Kahien Kitne Mirasam They Humare Us Se
Wo Jo Ek Shakhas Hi Moh Pher Ke Janee Wala

Tere Hotey Hoey Aa Jaty Thi Saree Dunya
Aaj Tanha Ho To Koi Nahien Aanee Wala

Muntazer Kis Ka Ho Tooti Hoi Delheez Pe Main
Kon Aaiey Ga Yehaan Kon Hi Aaney Wala

Tum Takhalus Ko Bhi Akhelass Samjhte Ho "Faraz"
Doost Hota Nahien Haar Hath Melanee Wala

Ahmad Faraz Best Urdu Hindi Ghazals Photos
Ahmad Faraz Best Urdu Hindi Ghazal

Share on Google Plus

About blog

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.

0 comments:

Post a Comment