Urdu Hindi Sad Sms Shayari For Broken Heart

Best Urdu sms poetry for all those the world lovers of poets, hindi sms shayari for all broken heart read simple and share with friend sms facebook and other social sites.

Ashkon Ko Chhupa Kar Rona Sad Sms Ghazal Poetry

Apne saiy se bhi ashkon ko chhupa kar rona
Jab bhi rona ho to charagho ko bujha kar rona

Log parh letey hain chehrey par likhy sab batien
Bara mushakil hi logoon se chhupa kar rona

Hath bhi towo shakhis milla kar na giya
Jis ko chaha tha seney se lagaa kar rona

Yaad aati hi to tanhai main ro deta hoon
Apni ye aadat nahien logoon ko dekh kar rona

Ek aadat nahien aaj taak badli meri
Is ki tasveer ko seney se lagaa kar rona
Ashkon Ko Chhupa Kar Rona Sad Sms Ghazal Poetry

Awargi Sad Hindi SMS Ghazal Shayari

Is dir pe thikana kabhi us rah main dera
Hum khanabidoshoon ka yehi shaam saveera

be muhry dunya ka gilah hi tere lab par
ab kesey batao tujhe main bhi nahien tera

wo chaar qadaam hi ye kirn hum safry ki
phir aagey wohi shahir judai ka andhera

hain bhi jo tink khoo to zamaney keley hain
aey jaan kabhi hum ne tira farmaan nahien phira
Awargi Sad Hindi SMS Ghazal Shayari

Bhegy Aankhein Sad Sms Poetry For Broken Heart 

Siskti zindagi meri muhaab ke bhanwar main hi
Kahaan jaon ye dukh ley kar muqaadar bhi safaar main hi

Mere humraz yaroon ne mujhe barbaad kar dala
Yehi ek dard barsoon se merey khoon-i-jigaar main hi

Mera daiwa hi dunya main wafa tu mit chuki kab ki
Koi ye mujh ko bitlay wafa ab kis nagaar main hi
Bhegy Aankhein Sad Sms Poetry For Broken Heart

Nishani Dey Giya Urdu Sms Shayari For Sad People


Jatey jatey wo mujh ko achi nishani dey giya
Umaar bhir dharaon ga aisy kahani dey giya

Is se main kuch pasakon aisy kahan umeed thi
Ghum bhi wo shayed baraay mihrbaani dey giya

Sab hoaien ley giya mirey samundar ki koi
Aur mujh ko aik karte badbani de giya

Kher main pyasaa rahaa par us ne itna tu kia

Meri palkon ki qataron ko wo pani de giya
Nishani Dey Giya Urdu Sms Shayari For Sad People

Share on Google Plus

About blog

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.

0 comments:

Post a Comment