True Urdu Hindi Zindagi Ghazals Poems Photos

Qadaam Rakhte Hoy Best Hindi Urdu True Poetry 

Tez Bahte Hoy Pani Main Qadaam Rakhte Hoy
Paon Phisla Tha Roani Main Qadaam Rakhte Hoy

Titelyan Phol Sitaray Nahien Rahta Kuch Bhi
Ranj Hota Hi Jawani Main Qadaam Rakhte Hoy

Wo Kisy Aur Fasane Ko Dhank Karta Hoa
Main Kisy Aur Kahani Main Qadaam Rakhte Hoy

Main Kah Ek Dasht Ka Basy Hoo Kai Sadion Se
Khoof Sa Lagta Hi Pani Main Qadaam Rakhte Hoy

Silsalah Gheeb Ka Jary Hi Zamaanon Se Kheal
Loog Is Aalam Fany Main Qadaam Rakhte Hoy
Qadaam Rakhte Hoy Best Hindi Urdu True Poetry





































Rakh Dya Kro Best Hindi Urdu Poetry Ghazal

Manzel Ko Rahgozar Main Kabhy Rakh Dya Kro
Apni Talaab Safar Main Kabhy Rakh Dya Karo

Jin Par Wesaal Yar Ka Tary Rahe Nashah
Wo Hosle Na Dar Main Kabhy Rakh Dya Kro

Taroon Bharey Falaak Se Uraneen Gry Hoi
Be Jan Shekastah Par Main Kabhy Rakh Dya Kro

Momken Hi Us Ko Bhy Ly Aay Kabhy Chand Raat
Kuch Phol Sone Ghar Main Kabhy Rakh Dya Kro

Halaat Main Pesy Hoe Majboryon Ko Tum
Ahbaab Ki Nazar Main Kabhy Rakh Dya Kro

Peaso Ke Waste Yahy Nenaan Bhire Bhire
Jalte Jhulste Ther Main Kabhy Rakh Dya Kro
Rakh Dya Kro Best Hindi Urdu Poetry Ghazal

Share on Google Plus

About blog

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.

0 comments:

Post a Comment